0
CS607, CS609 aur CS614 me se konsa zyada mushkil ha?
Koi bata sakta hai k CS607 (Artificial Intelligence), CS609 (System Programming), CS614 (Data Warehousing) in main say konsa zyada mushkil hai ya saaray hi mushkil hain? Agar koi perh chuka ho to.
2 comments
Practise MCQs
Sary he asan hain. 614 sbse easy h
Jo bhi lo, handouts parho aur yahan ke lecture wise MCQs se practice kr lo, mere to concepts isi se clear hue.
2 answers from students
Sign in free to read the answers, vote and reply.