3
Mids me marks kharab hon to final me appear ho sakte hain?
Mids aur baqi sari activities ke marks add hoke final me appear hone ka decide hota hai na? Mere assignments, GDB aur quizzes me koi activity miss nhi hui aur marks bhi ache hain, bas mids ke marks ka masla hai. Assignment, GDB aur quiz zyada hon to kia mids ki kami balance nhi hoti?
2 comments
Practise MCQs
GDB aur quizzes ka itna zyada farq nhi prhta. Assignment ka kuch asar ho sakta hai, lekin zyada wazan mids paper ka hota hai.
Exactly, mids k papers bhi in activities mei shamil hain.
2 answers from students
Sign in free to read the answers, vote and reply.